Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humko marry nahin maangta humko lily nahin maangta humko sandra from bandra nahin maangta aye julie julie johny ka dil tumpe aaya julie tere liye chad jaaun suly tu hi to meri jaan hai jaan hai jaan hai jaan hai julie julie johny ka dil tumpe aaya julie tere liye chad jaaun suly tu hi to meri jaan hai humko toni nahin maangta humko peter nahin maangta humko cycle waala michal nahin maangta johny johny juily ka dil tumpe aaya johny tujhko hi maana maine apna honey tu hi to meri jaan hai jaan hai jaan hai jaan hai johny johny juily ka dil tumpe aaya johny tujhko hi maana maine apna honey tu hi to meri jaan hai rozi ka father bola tujhe ghar jawaai rakh lenge maangla ka uncle bola tujhe dowary mein bangla denge haath tera maanga saath tera maanga sab ko reject kiya lala lala lala haath tera maanga saath tera maanga sab ko reject kiya humko lily nahin maangta humko marry nahin maangta humko sandra from bandra nahin maangta aye julie julie johny ka dil tumpe aaya julie
aaaa julmi humaare saanwariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam na soye kabhi raaton mein hum haan na soye kabhi raaton mein hum yoon roye barsaaton mein hum oooo kyun khoye tori baaton mein hum mana karti thi haan mana karti thi saari nagariya ho raam mana karti thi saari nagariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam ab aaye ab tak the kahaan ab aaye ab tak the kahaan kya jaanun kya beeti yahaan ooo kya koyi sautan thi wahaan humko bhi hoo humko bhi to ho kuchh khabariya ho raam humko bhi to ho kuchh khabariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam kaise gujregi hamri
julmi sang aankh ladi julmi sang aankh ladi re sakhi main kaa se kahoon re sakhi kaa se kahoon jaane kaisi ye ghaat padi julmi sang aankh ladi re wo chhup chhup ke bansari bajaaye wo chhup chhup ke bansari bajaaye sunaaye mohe masti mein dooba hua raag re mohe taaron ki chhaanv mein bulaaye churaaye meri nindiyaan main reh jaaun jaag re lage din chhota raat badi julmi sang aankh ladi re sakhi main kaa se kahoon re sakhi kaa se kahoon jaane kaisi ye ghaat padi julmi sang aankh ladi re baaton baaton mein rog badha jaaye baaton baaton mein rog badha jaaye humara jeeya tadpe kisi ke liye shaam se mera paagalpana to koi dekho pukaarun main chanda ko saajan ke naam se pheri mann pe jaadu ki chhadi julmi sang aankh ladi re sakhi main kaa se kahoon re sakhi kaa se kahoon jaane kaisi ye ghaat padi julmi sang aankh ladi re
jumbalika jumbalika jumbala jumbale jumbalika jumbalika jumbala jumbale jumbalika jumbalika jumbala jumbale jumbalika jumbalika jumbala jumbale jumbale jumbale jumbale jumbale jumbale jumbale maze ki baat suno dil ka haal suno mili jo unn se nazar hua kuchh aisa asar dhak dhak naache hai dil seene mein pal pal unki nigaahon ne machayi hai halchal dhak dhak naache hai dil seene mein pal pal pal unki nigaahon ne machayi hai halchal ek do teen chaar hazaar baar ab yahi gaaon mein baar baar jumbalika jumbalika jumbala jumbale jumbalika jumbalika jumbala jumbale jumbalika jumbalika jumbala jumbale jumbalika jumbalika jumbala jumbale jumbale jumbale jumbale jumbale jumbale jumbale aankhon se jo usne chhua to hum gaye kaam se bechainiyan humko mili wo to hai aaraam se labon pe pyaari si hansi unke thami hai labon pe pyaari si hansi unke thami hai jaan pe humari magar kaise bani hai ye sharaarat hai pyaar ki o deewaani shuru yun hi hoti hai prem kahani sitam pe sitam
are o jumma meri jaaneman baahar nikal aaj jumma hai aaj ka waada hai dekh main aa gaya tu bhi jaldi aa mujhe mat aur tadpa are tu boli thi pichhale jumme ko chumma doongi agle jumme ko aaj jumma hai to aa jaa aa jaa jumma chumma de de jumma chumma de de chumma jumma chumma de de jumma chumma de de chumma jumme ke din kiya jumme kaa waada chumme ko tod diya jumme kaa waada le aa gaya re phir jumma jumma chumma de de jumma chumma de de chumma jumma chumma naa de jumma chumma naa de chumma jumme ke din kiya chumme kaa waada jumme ko tod diya jumme kaa waada karta jaa jumme jamaan jumma chumma naa de jumma chumma naa de chumma jumma chumma de de jumma chumma de de chumma chumme ke badle mein kya doge bolo to chumme ke badle mein kya doge bolo to dena kya lena kya dena kya lena kya chumma do chumma lo main kuchh naa doonga isse jyaada jumma chumma de de jumma chumma de de chumma jumma chumma naa de jumma chumma naa de chumma jumme ke din kiya jumme kaa waada jumme ko
jumme ki raat ho ya din jumme raat ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka peer ki raat aur din itvaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka peer ki raat aur din itvaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka yaad hai gori tera chhup chhup ke milna duniya ki nazron se bach bach ke chalna yaad hai gori tera chhup chhup ke milna duniya ki nazron se bach bach ke chalna ye na poochho piya beeti kaise ratiyan kar gayi jadoo teri neeli neeli ankhiyan neeli neeli ankhiyan meetha meetha dard hai nazron ke vaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka jaan to kya hai karun sadke imaan bhi yun na akad gori kehna mera maan bhi jaan to kya hai karun sadke imaan bhi yun na akad gori kehna mera maan bhi jao ji jaao hamein aake karo bore na jhhute patake kahin aur jaake chhod na aur jaake
yahaan se kahaan jaaun kahaan main chhup jaaun ye aadha sa dil main kaise lagaaun hoon khud se judaa main hoon khud se alahada ye aadha sa dil main kaise basaaun o roothe dil roothe dil roothe dil o jhoothe dil jhoothe dil jhoothe dil o toote dil toote dil toote dil hai kya teri mushkil o just go to hell dil just go to hell o dil just go to hell dil just go to hell o dil just go to hell dil hai meri galti ya khud ki khata tu sharminda dil bas itna bata tu ke ab kya paana ke ab kya khona sharminda dil bahut hua rona roothe dil roothe dil roothe dil o jhoothe dil jhoothe dil jhoothe dil toote dil dil toote dil hai kya teri mushkil o just go to hell dil just go to hell o dil just go to hell dil just go to hell o dil just go to hell dil dardon ki aadat si lag gayi hai aansu bhi meri hansi udaaye deti hoon khud ko main kharashein kyun nayi koi mujhko mujhse hi bachaye o just go to hell o dil just go to hell dil just go to hell o dil just go to hell dil yeah o dil just
aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa justajoo jiski thi us ko to naa paayaa hum ne justajoo jiski thi us ko to naa paayaa hum ne is bahaane se magar dekh lee duniyaan hum ne justajoo jis ki thi tujh ko rusawaa naa kiyaa aa aa aaaa aa tujh ko rusawaa naa kiyaa khud bhi pashemaan na huye ishq ki rasm ko ishq ki rasm ko is tarha nibhaayaa hum ne ishq ki rasm ko is tarha nibhaayaa hum ne justajoo jiski thi kab mili thi kahaan bichhadi thi aa aa aaaa kab mili thi kahaan bichhadi thi humen yaad nahin zindagi tujh ko to zindagi tujh ko to bas khaab mein dekhaa hum ne zindagi tujh ko to bas khaab mein dekhaa hum ne justajoo jiski thi aye adaa aa aa aaaa aye adaa aur sunaaye bhi to kyaa haal apna umr kaa lambaa safar umr kaa lambaa safar tay kiyaa tanhaa hum ne umr kaa lambaa safar tay kiyaa tanhaa hum ne justajoo jiski thi us ko to naa paayaa hum ne is bahaane se magar dekh lee duniyaan hum ne justajoo jiski thi
jyot se jyot jagaate chalo jyot se jyot jagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo raah mein aaye jo deen dukhi raah mein aaye jo deen dukhi sabko gale se lagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo kaun hai ooncha kaun hai neecha sab mein wohi samaaya bhed bhaav ke jhoote bharam mein ye maanav bharmaaya dharm dhawaja haaannnn dharm dhawaja phehraate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo saare jag ke kan kan mein hai divya amar ik aatma ek brahm hai ek satya hai ek hi hai parmaatma pranon se pran haaaannnnn pranon se pran milaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo
aa aa aa aa aa aa aa aa aa jyoti kalash chhalke jyoti kalash chhalke jyoti kalash chhalke jyoti kalash chhalke huye gulabi laal sunehere rang dal badal ke jyoti kalash chhalke ghar aangan van upavan upavan karti jyoti amrit se sinchan mangal ghat dhalke mangal ghat dhalke jyoti kalash chhalke paat paat briwaba hariyala dharti ka mukh huaa ujala sach sapne kal ke sach sapne kal ke jyoti kalash chhalke usha ne aanchal phailaya phaili sukh ki sheetal chhaya niche aanchal ke niche aanchal ke jyoti kalash chhalke jyoti yashoda dharti gaiyya nil gagan gopal kanhaiya shyamal chhabi jhalke shyamal chhabi jhalke jyoti kalash chhalke jyoti kalash chhalke
kaa jaanu main sajaniya kaa jaanu kaa jaanu main sajaniya chamkegi kab chandaniyaa ghar mein gareeb ke uthaayi le ghunghata uthaayi le ghunghata uthaayi le ghunghata chaand dekh le uthaayi le ghunghata chaand dekh le kaa jaanu main sajaniya chamkegi kab chandaniyaa ghar mein gareeb ke uthaayi le ghunghata chaand dekh le uthaayi le ghunghata uthaayi le ghunghata chaand dekh le kaash mere paas hoti dharti phir main tujhe pyaar nahin karti dharti se paida hota sona bikata nahin dil ka ye khilauna ye muft ka hai sauda paise se nahin hota hota hai pyaar se milaayi le nainava milaayi le nainava milaayi le nainava pyaar tol le uthaayi le ghunghata uthaayi le ghunghata chaand dekh le tod ke diwaar hum milenge tod ke diwaar hum milenge pyaar ke ye phool kab khilenge main hun yahan tu hai kahan khoya main hun yahan tu hai kahan khoya main kayi raaton se nahin soya hansta hai ye zamaana main ho gaya deewaana kehte hain log ye bulaayi le vaid ko bulaayi le vaid ko bulaayi le
ka karoon sajni aaye na baalam ka karoon sajni aaye na baalam khoj rahin hain piya pardesi akhiyaan khoj rahin hain piya pardesi akhiyaan aaye na baalam ka karoon sajni aaye na baalam jab bhi koi aahat hove manva mora bhaage dekho kahin toote nahin prem ke ye dhaage hai matvari preet humari chhupe na chhupaye chhupe na chhupaye sawan ho tum main hoon tohri badariya aaye na baalam ka karoon sajni aaye na baalam hooo bhor bhayi aur sanjh dhali re samay ne lee angadaayi ye jag sara neend se hara mohe neend na aayi ho main ghabraoon dar dar jaoon aaye woh na aaye aaye woh na aaye radha bulaye kahan khoye ho kanaiya aaye na baalam ka karoon sajni aaye na baalam
oo oo oo oo kaabul se aaya hai mera dildaar dilbar yaar dilbar yaar dilbar yaar kaabul se aaya hai mera dildaar hoo kaabul se aaya hai mera dildaar kitne dinon ke baad karungi aaj main us se pyaar yaar hoo kaabul se aaya hai mera dildaar kitne dinon ke baad karungi aaj main us se pyaar yaar hoooo kaabul se aaya hai mera dildaar hoo kaabul se aaya hai mera dildaar are aaj savere meri chhat pe kaala kauva bola thaa aaj savere meri chhat pe kaala kauva bola thaa aayega mehmaan koi dhak se dil mera dolaa thaa kaajal daala jhanjhar baandhi ho gayi main taiyaar yaar hoo kaabul se aaya hai mera dildaar hoo kaabul se aaya hai mera dildaar haay darwaaze pe dastak deke usne mera naam liya darwaaze pe dastak deke usne mera naam liya maine jhaanka khidki se to usne baazu thaam liya karna chaaha to bhi kar na paayi main inkaar yaar hoo kaabul se aaya hai mera dildaar hoo kaabul se aaya hai mera dildaar yee bulbul aaya batua laaya batue mein the paise bhi yee bulbul aaya batua
haye hara di maal waah kai bewdi chaal haye hara di maal waah kai bewdi chaal aali karne dhamaal aur machane bawaal kaafirana hai neeyat meri aashiqana hai seerat meri fasiyana hai mere iraade jaduaana hai maya meri paapi ye ang hai saali kalank hai aaye na ye pori baaz behki malang hai fulto dabangg hai khole ye ab dil ke raaaaaz aage suspense bak de pori i want just you i want just you baby i want just you i want just you i want just you baby i want just you i want just you i want just you baby i want just you i want just you i want just you baby i want just you aayy ab tak thi pyaasi main do peg mein jhansi main lo chal padi main karne fateh tere hi dil mein paane jagah paapi ye ang hai saali kalank hai aaye na ye pori baaz behki malang hai fulto dabangg hai khole ye ab dil ke raaaaaz aage once more bak de pori i want just you i want just you baby i want just you i want just you i want just you baby i want just you jaadu se tone se ya chahe hijje se vash mein
kaahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam kaahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam tu hai mujhi mein to phir sun le uthti pukaar mere manvaa se jiss duniyaa mein koi naa mera mohe utha le aisi duniyaa se jiya nahin jaaye ab hey raam jiya nahin jaaye ab hey raam kaahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam pyaar to tera sach hai bhagwan khud ko sujaayi nahin detaaa reee kabhi koi apna hota hai paas hi phir bhi dikhaayi nahin detaaa reee dosh hai apna tu badnaam dosh hai apna tu badnaam kaun kahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam
maalati ghoondhaye kesh pyaare ghu ghuware maalati ghoondhaye kesh pyaare ghu ghuware mukh daamini si damakat chaal matwaari chaal matwaari chaal matwaari dhaayi shaam rok layi rok layi rok layi dhaayi shaam rok layi aur chak mukh choom layi mukh choom layi mukh choom layi sar se mori chunari gayi gayi gayi sar se mori chunari gayi sarak sarak sarak sarak sarak sarak sarak sarak sarak kaahe chhed chhed mohe garwaa lagaaye kaahe chhed chhed mohe garwaa lagaaye kaahe chhed chhed mohe nand ko laal aiso dheet nand ko laal aiso dheet barbas mori laaj linhi laaj linhi laaj linhi barbas mori laaj linhi bind shaam maanat naahi bind shaam maanat naahi kaa se kahoon main apne jiya ki sunat naahi maayi kaahe chhed chhed mohe dhadkhi bhari matki dhadkhi bhari matki dhadkhi bhari matki layi jaat rahi dagar beech aahat sun aahat sun aahat sun jiyara gayo dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak kaahe chhede chhede chhed mohe sar pakardt churiya sab karki
kaahe dhundhe raam ko dharti aur gagan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein raam ko tu dekh le apne hi mann mein raam ko tu dekh le apne hi mann mein apne hi mann mein kaahe dhundhe phool jo chadhaye jaa ke charnon mein bhagwaan ke raam hi muskaate hain un phoolon ki muskaan mein raam daras ke pyaase nain jo raam base un naynan mein raam base un naynan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein path andhiyaare mein dikhate prabhu raam hi deep ki lou banke jagmagaate prabhu raam hi haath mein jo rekhayen bhagya ki raam hi raam chhupe unmein raam hi raam chhupe unmein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein jiski kirnon se khilti dharti pe dhoop hai aur kuchh nahin vo suraj raam ka hi roop hai shaam salone raam hi base chanda roopi darpan mein chanda roopi darpan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein kyun itni adheer hai tu raam ke milan ko raam ka hi roop hai tu dekh apne tan ko dason dishayen
aaa kaahe gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare ae rii gorii kaahe gumaan kare gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare ae rii gorii kaahe gumaan kare rang gulaabi hai nayanan mein rang gulaabi hai nayanan mein ab kyun laali bhare rii gorii ab kyun laali bhare rii gorii ab kyun laali bhare rii gorii ab kyun laali bhare kyun gorii ab kyun laalii bhare rii gorii kaahe gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare ye akhiyaan ras kii pichakaarii ye akhiyaaan ras kii pichakaarii ye akhiyaan ras kii pichakaarii chitavan baankii kaahe tihaarii chitavan baankii kaahe tihaarii chitavan baankii kaahe tihaarii kaun chook aisii bhayi hum se kaun chook aisii bhayi hum se kachhu na samajh pare rii gorii kachhu na samajh pare rii gorii kachhu na samajh pare rii gorii kachhu na samajh pare rii gorii kaahe gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare
kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka legi kitnon ki jaan chhoriye ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka o zara sun sun are ja ja ja zara sun sun are ja ja ja chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa o chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa teri khatir khol ke rakha hai dil ka darwaaja paiyyan hum nahin padne waale marji hai to aaja bada aaya dildaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka dekh zara ye kaali kaali zulfon ki zanjeeren bandhi huyi hain inmein tere jaison ki taqdeeren achchha waah waah kya samjhe lut jaayega jahaan chhoriye ye mela do din ka
kaahe jaadu kiyaaa kaahe jaadu kiyaa mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apani khabar hai na dil ka pataa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo kyun nazar se na ab tak nazar mil saki oooo na nazar mil saki dil pe parde hi parde mein bijali giri aisi bijali giri hosh udane lage toor jalne lagaa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo phir wohi dhun suna phir wohi geet gaaa hoo phir wohi geet gaa aisa naghmaa tha seene se dil khinch gaya haay dil khinch gaya mujhko tadpaane waale ho tera bhala jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apni khabar hai na dil ka pataa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Julie Julie Jeete Hain Shaan Se (1988) 04:29 18700
 
Poster of Jeete Hain Shaan Se (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anu Malik
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Mandakini
Duration : 04:29   Song Number : 18700   

Julmi Humaare Sanwariya Mr X In Bombay (1964) 05:19 18315
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 05:19   Song Number : 18315   

Julmi Sang Aankh Ladi Madhumati (1958) 03:25 11942
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:25   Song Number : 11942   

Jumbalika Thakshak (1999) 05:32 21512
 
Poster of Thakshak (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Nethra Raghuraman
Duration : 05:32   Song Number : 21512   

Jumma Chumma De De Hum (1991) 08:18 20695
 
Poster of Hum (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Kimi Katkar
Duration : 08:18   Song Number : 20695   

Jumme Ki Raat Ho Dulha Dulhan (1964) 04:22 32964
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hayat Varasi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhana
Duration : 04:22   Song Number : 32964   

Just Go To Hell Dil Dear Zindagi (2016) 05:34 38585
 
Poster of Dear Zindagi (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Kausar Munir
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Alia Bhatt
Duration : 05:34   Song Number : 38585   

Justajoo Jiski Thi Umrao Jaan (1981) 04:40 20696
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Naseeruddin Shah
Duration : 04:40   Song Number : 20696   

Jyot Se Jyot Sant Gyaneshwar (1964) 02:55 31013
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar, Surekha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:55   Song Number : 31013   

Jyoti Kalash Chhalke Bhabhi Ki Chudiyan (1961) 03:40 12897
 
Poster of Bhabhi Ki Chudiyan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:40   Song Number : 12897   

Ka Jaanu Main Hum Paanch (1980) 05:21 18365
 
Poster of Hum Paanch (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Shabana Azmi
Duration : 05:21   Song Number : 18365   

Ka Karoon Sajni Swami (1977) 04:34 20697
 
Poster of Swami (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Deeraj, Girish Karnad
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:34   Song Number : 20697   

Kaabul Se Aaya Hai Palay Khan (1986) 07:44 12226
 
Poster of Palay Khan (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 07:44   Song Number : 12226   

Kaafirana ( I Want Just You) Joker (2012) 05:00 17070
 
Poster of Joker (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Shirish Kunder
On Screen Actors- 
Chitrangda Singh, Akshay Kumar
Duration : 05:00   Song Number : 17070   

Kaahe Apnon Ke Raampur Ka Lakshman (1972) 02:58 14028
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 02:58   Song Number : 14028   

Kaahe Chhed Chhed Mohe Devdas (2002) 05:22 17930
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Duration : 05:22   Song Number : 17930   

Kaahe Dhunde Ram Ko Hanuman Vijay (1974) 04:11 17601
 
Poster of Hanuman Vijay (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
Ajay Vishwanath
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:11   Song Number : 17601   

Kaahe Gumaan Kare Tansen (1943) 03:07 11234
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Indra
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Bhagwan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:07   Song Number : 11234   

Kaahe Itna Gumaan Bharosa (1963) 04:38 19819
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:38   Song Number : 19819   

Kaahe Jaadu Kiya Naghma (1953) 04:07 19107
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 04:07   Song Number : 19107